Long Hair Pane Ke Liye In Baato Ka Dhyan Rakhe


Long Hair Pane Ke Liye In Baato Ka Dhyan Rakhe


• Baalo me hamesha natural chijo ka use kare.
• Dhyan rahe ki baalo ke saath experiment nahi karna chahiye, kyuki aisa karne se samay se pahle aapke baal gir jate hai.
• Baalo ki saaf-safaai me laparvahi na barte, kyuki pasina baalo ki jado ko kamjor banata hai. Lekin iska yeh matlab nahi hai ki aap rojana apne baalo ko dhona start kar de, baalo ko roj nahi dhona chahiye week me 3 se 4 bar kafi hota hai.
• Apne baal ke according shampoo aur conditioner ka selection kare, koi bhi product kitna bhi accha kyo na ho agar vo aapke baalo par nahi suit hua to aapke baal ko bahut nuksaan pahuchta hai.
• Hair dryer ka jyada use na kare, kyuki ye aapke baalo ko pura khrab kar deta hai.

Upar humne aapko bataya hai, Long Hair Tips in Hindi. To der kis baat ki agar aap bhi apane baalo ko bada kar apani khubsoorti me char-chand lagana chahti hai , to in tips ko apni life style me jarur apnaye.
Long Hair Pane Ke Liye In Baato Ka Dhyan Rakhe Long Hair Pane Ke Liye In Baato Ka Dhyan Rakhe Reviewed by Unknown on 06:24 Rating: 5

No comments:

20 मिनट मे गोरी त्वचा पाने के घरेलू उपाय

http://healthbeautyera.blogspot.com. Powered by Blogger.